Are you looking for Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb Mp3 Download? Listen Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb Naat by Ali Shanawar & Ali Jee with complete lyrics in urdu and hindi. Here you can also download Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb Audio Naat in MP3 (320kbps) for free.
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb is the best Naat by Ali Shanawar, which you definitely want to download in high-quality audio. Click on the download button and wait for a few seconds to download Ali Shanawar’s Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb Naat audio.
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb Naat Lyrics
Mujhe pay kyun band karte ho paani
Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun
1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Copyright/DMCA: We do not own any copyrights of this Naat. This Track Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Slowed & Reverb By Ali Shanawar was either uploaded by our users or it must be readily available on various places on public domains as a free download. If you want this Naat audio to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at [email protected] and this will be taken down within 24 hours!