Are you looking for Qaidi Hai Beemaar Mp3 Download? Listen Qaidi Hai Beemaar Noha by Ameer Hasan Aamir with complete lyrics in urdu and hindi. Here you can also download Qaidi Hai Beemaar Audio Noha in MP3 (320kbps) for free.

Qaidi Hai Beemaar is the best Noha by Ameer Hasan Aamir, which you definitely want to download in high-quality audio. Click on the download button and wait for a few seconds to download Ameer Hasan Aamir’s Qaidi Hai Beemaar Noha audio.

Qaidi Hai Beemaar Noha Lyrics

Qaidi Hai Beemaar MP3 Download

Dekh kar bekasi bhatije ki,

boli roo roo ke zainab-e-lachar,

ab na barsao pusht par koode,

marna jaaye kahin mera bimar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

Qaidi Hai Bimar (x4)

Har lamha koodon ki aziyat,

durron ki uftaad,

haay mere bimar ki gurbat,

kisse kare faryaad,

haay kisse kare faryad (x2)

sab raste kaaton se bhare hai,

chalna hai dushwar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

Tauqe garahn hai gardan me,

aur pairoon me zanjir,

sar hai jhukaye sharm ke maare,

ibn-e-shahe dilgeer,

haay ibn-e-shahe dilgeer (x2)

sath haram hai beparda,

aur sham ka hai bazar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

Sabr kiye ayyub tumhare,

paas kahan tasvire,

dhup hai aise jalne lagi hai,

loohe ki zanjire,

haaye loohe ki zanjire (x2)

saare badan me pad gaye chaale,

haaye mera bimaaar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

qaide sitam me maut jo aayi,

binte shahe muztar ko,

khoon bhare kurte me ye kehkar,

dafn kiya khwahar ko,

haaye dafn kiya khwahar ko(x2)

tujko kafan bhi de nahi sakta,

bhayi hai laachar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

thaambh ke bedi waqte safar,

roo roo ke kaha maula ne,

kaise katega sham ka rasta,

ye to khuda hi jaane,

haay ye to khuda hi jaane(x2)

aisi hai kuch zarfo nadahat,

chalna hai dushwar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

mumkin hai maula ne kaha ho,

laashe jari ke paas,

dekh sako to dekh lo uth kar,

mere chacha abbas,

haay mere chacha abbas (x2)

aap ka beta ban ke chala hai,

kunbe ka saalar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

sharm muje khaye jaati hai,

kash abhi mar jaaun,

is manzar ko dekh saku,

taab kahan se laaun,

haay taab kahan se laaun(x2)

be parda hai maa behne,

aur sham ka hai darbaar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

sham ke jaanib kaise chali thi,

paigambar ki aal,

kaise padega Aamir usko,

kaise likhun mai Bilal.

haay kaise likhun mai bilal(x2)

aage aage naize par tha,

farte shahe abraar.

Qaidi Hai Bimar (x4)

Copyright/DMCA: We do not own any copyrights of this Noha. This Track Qaidi Hai Beemaar By Ameer Hasan Aamir was either uploaded by our users or it must be readily available on various places on public domains as a free download. If you want this Noha audio to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at [email protected] and this will be taken down within 24 hours!