Are you looking for Behan Main Saath Saath Hoon Mp3 Download? Listen Behan Main Saath Saath Hoon Noha by Nadeem Sarwar with complete lyrics in urdu and hindi. Here you can also download Behan Main Saath Saath Hoon Audio Noha in MP3 (320kbps) for free.
Behan Main Saath Saath Hoon is the best Noha by Nadeem Sarwar, which you definitely want to download in high-quality audio. Click on the download button and wait for a few seconds to download Nadeem Sarwar’s Behan Main Saath Saath Hoon Noha audio.
Behan Main Saath Saath Hoon Noha Lyrics
Shareek E Karbala Behan
Meri Musafira Behen
Ya Hussain Ya Hussain
Rasan Mein Bandh Chuka Gala
Lo Chal Parha Woh Qafila
Behen Ghareeb Noha Gar
Sinan Py Jab Parhi Nazar
Khamosh Thy Shaheed Sab
Akhi Ky Hil Rahy Thy Lab
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Ghareeb E Karbala Behan
Dalair Bawafa Behan
Ghamon Ki Alqama Behan
Meri Musafira Behan
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Sath Hoon
Wafa Yeh Wada Ho Chuka
Sinan Talak Main Aa Gaya
Main Apna Kam Kar Chuka
Meri Shareek E Karbala
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Yeh Rassian Yeh Berhian
Qadam Qadam Py Sakhtian
Rida Baghiar Bibian
Behan Karha Hai Imtehan
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Agar Hai Rasta Kathan
Zara Na Dar Meri Behan
Tu Bey Rida Main Bey Kafan
Hai Waqt Hosla Shikan
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Qadam Qadam Shahadaten
Guzar Gaiin Qayamaten
Abhi Hain Aur Aafaten
Sambhal Ab Amanaten
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Main Saath Saath Hoon
Koi Bhi Ab Nahi Bacha
Bas Abid E Shakista Paa
Yeh Sarbaan E Ghamzada
Giry Jo Kha Ky Ghash Zara
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Behan Thehar Thehar Yahin
Laraz Rahi Hai Kiun Zameen
Sakina Gir Gai Kahin
Na Mil Saky Jo Woh Hazeen
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Bahot Qareeb Sham Hai
Hujoom E Khas O Aam Hai
Yazeed E Bad Kalaam Hai
Yeh Waqt E Inteqaam Hai
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Ghareeb E Karbala Behan
Dalair Bawafa Behan
Ghamon Ki Alqama Behan
Meri Musafira Behan
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Rehan O Sarwar E Aza
Jo Sham PaHooncha Qafila
Sar E Hussain Ny Kaha
Ulat Dy Takht Sham Ka
Tu Hosla Na Harna
Sinan Py Hoon To Kya Hua
Tu Hosla Na Harna
Behan Mein Saath Saath Hoon
Copyright/DMCA: We do not own any copyrights of this Noha. This Track Behan Main Saath Saath Hoon By Nadeem Sarwar was either uploaded by our users or it must be readily available on various places on public domains as a free download. If you want this Noha audio to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at [email protected] and this will be taken down within 24 hours!